October 04, 2006

Lyrics - Seekho Na... Shubha mudgal

Singer: Shubha Mudgal

Seekho na naino ki bhasha piya
Keh rahi tumse yeh khamoshiyaan
Seekho na lab to na kholungi mein
Samjho dil ki boli


Seekho na naino ki bhasha piya
Keh rahi tumse yeh khamoshiyaan
Seekho na lab to na kholungi mein
Samjho dil ki boli
Seekho na naino ki bhasha piya

Chhoona seekho, tum hawa ko
Tananana tan tananana tan kehti jaa
Padna seekho, kalvato ko
Maathe pe yeh balkhaa ke
Likhti yeh jaa
Khwaabon ki hai apni zubaan
In mein bhi hai ek daastan
Khwaabon ki hai apni zubaan
In mein bhi hai ek daastan
Jao, jao, jao, jao, jao piya
Seekho na naino ki bhasha piya
Keh rahi tumse yeh khamoshiyaan
Seekho na piya lab to na kholungi mein
Samjho dil ki boli
Seekho na naino ki bhasha piya

Thaire paani, jaisa yahaan
Chedo na ise hil jaayengi gehraayiyaan
Thandi saanson, yeh sheher mein
Dekho to zara bolti hain kya parchaaiyaan
Kehne ko baaki hai kya
Aankhon ne sab keh to diya
Kehne ko baaki hai kya
Aankhon ne sab keh to diya
Haan, jao, jao, jao, jao, jao piya
Seekho na naino ki bhasha piya
Keh rahi tumse yeh khamoshiyaan
Seekho na piya lab to na kholungi mein
Samjho dil ki boli
Seekho na naino ki bhasha piya